Kabj Jesi Preshani Ka Ram Ban Elaj

Kabj Jesi Preshani Ka Ram Ban Elaz


 

 

kya aap kabj ki problam se pareshan rahte hai? to aaeye aaj esi pe topic leke aae hu , helo dosto apki dost nayana apke liye ek nae topic ko leke hajir hai kya aapko bhi hamesha kabj se pareshani hoti hai aur usse pura din kharab hota hai to ab aapko ab jara bhi ghabrane ki jarirat nahi hai me apke liye gharelu elaj leke hajir hue hu aur kuch easy way se aap apni kabj jese ajib si problam se jaldi hi chutkara bhi pa sakenge.

 

 only 5 step me aapko bataungi jise aap use follow karke es samsya se chutkara mil jaega to aaeye ye step kuch es type se hai .

  • aapko sabse pehle 1glass me garam pani aur nimbu mix karke morning me bhukhe pet pina hai esse aapka pet saf ho jaega aur krimi puri nikal jaegi.

  • Dusra ye hai ki ek glass garam pani me 1 nimbo ,2 spoon arandi(cestrol)oil mix karke khana khane ke bad jab aap sone jae tab pi kar soe subah tak apka pet ek dam saf ho jaega.

  • 1 spoon moti shof aur ,5 kali mirch ko chabae, fir aap 1 glass garam pani me 1 nimbo aur kala namak mix karke rat (night) me roj pie.sse apko farak dikhane lagega.

  • morning me bhukhe pet aap roj yani ki jab bhi amrud (peri, jamfal ,ya aap guava) jo bhi aap bole us par aap namak, kali mirch,nimbo laga kar daily khae .q ki jisko lambe samay se kabj hai to use thode din roj ye pryog karna hoga tabhi unka pachan kriya shi hogi aur kabj ki paroblam shi hogi.

  • Aur last but not list ye hai ki aap morning me bhukhe pet bina sakkar ka nimbo pani aur night me nimbo shiknji roj pie esse aapki purani se purani kabj dur ho jaegi.

 

So dosto ye thi aaj ki kabj se preshan hone vale logo ke liye bahoot hiaashan aur jabrst gharelu elaj jise use karke aapk kisi bhi tarah ki kabj aur purani se purani kabj ko dur kar sakte hai q ki aae din tarah tarah ke khane se kuch se to pet ki kharabi aurkuch se kab jesi samsya shuru ho jati hai so mere pichle blogg me  pet aur gas jesi probalm ke bare me bataya hai so swasth rahe mast rahe.aur ha ek important bat ki eska reviw jarur btae aur like commet share karna please na bhule.

 


Post a Comment

0 Comments