Haldi ka chamtkari gun
Hello dosto kese ho aap vese to mene kitne hi elaj aapko batae hai ,aur unhi mese ek hai haldi ,ji haan apne bilkul sahi samja vahi haldi jise aap roj apne kitchan me use karte hai aap soch bhi nahi sakte ki kitna asrdar hai eska pani to chaliye me aapko batati hi kese ye apna asar dikhati hai.
Pani me haldi mix karke pine se kitna fayda hota hai chahiye ab me aapko batati hu
Haldi ke gunkari asar:-
1. Roj 1 glass gungune pani me haldi mix karke oine se dimak tej hota hai aur subah agar jaldi uth ke pie to body me takat milti hai.
2. Haldi vale pani pine se khun saf hota hai aur khun jamta bhi nahi hai aur usse bhi jyda asardar dil ki bimariyo ko hone se bhi bachata hai.
3. Aur jis kisi ko bhi liver se sambandhit koi bimari ho to use bhi thik karta hai, haldi ke pani se toksis liver ke sels ko fir se thik karta hai .
4. Haldi khun ke gadepan se bachav karta hai aur hart atteck jese bimariyo se bhi bachata hai .
5. Aur agar haldi ke pani me nimboo aur shahd dalke pienge to to sharir me jame vishele padart ko bahar nikalta hai aur badti umar me hone vali paroblam bhi nahi hoti ,haldi me free redicals hote hai jo sehat aur sondrya ko badate hai .
6. Aur agar aapki body me kisi bhi bhag me sujan aage ho to aur kisi bhi davae se sahi bhi nahi ho rhi ho to aap haldi ke pani ka sevan chalu kar de esse dhire dhire sujan kam hone lag jaegi.aue jodon ke dard ko bhi thik karega .
7. Haldi pani etna upyogi hai ki cencer jesi badi bimariyo se bhi nijat dilati hai q ki haldi cencer se ladti hai aur use badne se bhi bachati hai esiliye agar aap cencer se bachna chahte hai to 7 din me 3 bar haldi vala pani pie aur cencer hone se bachav kare.
So doston aapko mera ye aaj ka post haldi pe kesa laga please comment karke jarur batae aur aap ye upay apne padosi relative ke sath bhi share kar sakte hai aur unko bhi bimariyo se bacha sakti hai so esiliye swasth rahiye mast rahiye.
0 Comments