क्या आप जानते हैं मूंगफली खाने के फायदे?
Hello guys kese hai aap sab mere post ko read kar rahe hai na? nahi to ab kare aur like ,share aur comment jarur kare aur muje batae bhi ki kesa laga aur muje usme aur kya kya change karne ki jarur hai usse muje aur motivation milega ...so ab me aapko aaj esi chij ke fayde ke bare me bataungi ki aap sun kar shoke ho jaenge aur vo bhi etni sasti ki aap pucho hi mat aur us nachij ka nam hai mungfali jiii ha aapne bilkul sahi suna hai.
(Mungfali) ek esi chij hai jise aap khaoge to badam bhi khane ki jarurt nahi hai badam ke jesi hi esme bhi utni hi takat hai so ese kese khana hai ye ab me apko bataungi.aaeye shuru karte hai nayana ka gyaaan.
Mungfali bhigokar khane se milti hai badam se bhi jyada takt :-
Blood sarculetion ko thik rakhta hai aur heart ke sath kahi bimariyo se bhi bachati hai bhigi hue mungfali.
Bhigi hue mung fali khane se sugar jesi bimari bhi dur rahti hai aur blood sugar ko bhi sahi rakhti hai.roj rat ko bhigo do aur subah agar khae to bahot hi fayde mand rajti hai ,ab me aapko bataungi ki konkonsi badi bimariyo ko bachti hai ye bhigi hue mungfali.
1. Sugar :-
Apko yah jan kar bahoot herani hogi ki rojana bhigi hue mung fali khane se blood sugar control me rahta hai esse aap sugar jesi bimari se bhi bach skte hai . aur esiliye rat ko aap 50 gm mung fali bhigo de ar subah vah kha le ,yahi fiber se bharpur hoti hai aur digetion bhi thik rahta hai .aur sabse badi bat to yah hai ki sardi me khane se sharir me garmi aati hai aur anrgy bhi milti hai.
2. Gas and acidity :-
Potesiyam, megnij, copour, celsiam airon, jese kae guno se bharpur hoti hai ye mungfali esiliye subah bhigi hue mungfali khali pet khane se gas aur acidity nahi hoti hai. ye acidity ka gharelu upay hai aur esi ko agar sardi me gud ke sath khae to jodo aur kamar dard jesi samsya se nijat mil sakti hai aur sabse aacha to celsiam ki kami ko bahoot jaldi puri karti hai .
3. Aakho(eye) ki roshni ko tej karna :-
Bhigi hue mungfali etni asrdar hoti hai ki ese agr baccho ko khilae jae to unki aakho ki roshni aur dimak ki yaddas tej hoti hai aur body me agar khoon ki kami ho to use bhi dur karti hai eske alva body me shakti bhi badati hai aur enhi sab guno ki vajah se ese garibo ka badam bhi kaha jata hai .
4. Cencer se suraksha :-
Mung fali me mojud teliy ansh gili khashi aur bhukh nahi lagne ki problam ko dur karta hai ,aur jyada tar agr mahila roj kam se kam 60 dana khae to cencer se bacha ja skta hai esme mojud sare vitamins cencer ko dur rkhata hai.
5. Sehat ka khajan mungfali :-
Aapko yah jankar herani hogi ki 100 gm mungfali me 1 litr dudh jitna protine hota hai .mungfali me protine ki matra 25 persent hoti hai aur yah pachnsakti ko bhi sahi karta hai yhi nahi mungfali khane se
To doston jesa ki aap jan hi gae honge ki mungfali me kitni takt hoti hai hai ab ye aap jan hi chuke honge ab agar aap yah soch rahe honge ki keval kaju badam kahne se hi takat aati hai to yah sahi nahi hai so jesa ki mungfali ka khane ka tarika btaya hai agar aap enhe follow karenge to aap bhi changes dekh paenge ,so dosto khao ar swasth raho mast raho.
Read also :-
black skin ko kese jaldi white kare
Kabj Jesi Preshani Ka Ram Ban Elaj Exercise Karne se Pahle Kin Kin Bato ka Dhyan Rakhna Chahiye ?
Read also :-
black skin ko kese jaldi white kare
Kabj Jesi Preshani Ka Ram Ban Elaj Exercise Karne se Pahle Kin Kin Bato ka Dhyan Rakhna Chahiye ?
0 Comments